https://affluentscuffle.com/txmu5h55?key=dddaf40c691d9a83ae6e0ec205d8ba86

Suna Hai Woh Chaand Se Guftgu Karta Hai Raat Bhar


Suna hai woh chand se guftgu karta hai raat bhar,
tanha baith kar meri baaton ko sochta hai raat bhar..
Jab paas the toh humari qadar na jaani uss ne,
ab milne ki dua maangta hai raat bhar..
Aye chaand usey kah de..
Gaya waqt laut kar nahin aata,
kyon khud ko aziyyat mein dalta hai raat bhar …!!
Keywords:- CHAAND, SHAYARI, QADAR SHAYARI, RAAT-SHAYARI, WAQT-SHAYARI,CHAND POETRY, RAT BHAR POETRY, JAANI, DUA POETRY, aziyyat,

No comments:

Post a Comment