Mere Dil ki Chaahut ko Kash tum Samajh sakte
Kis tarah Jalati hai har pal Judayi ki
Hijr ki Qayadut ko Kaash Tum Samajh sakte
****************************
Mera karnama zindagi meri hasraton ke seva kuch nahi
Yeh kia nahi, Vo huwa nahi, Yeh mila nahi, Vo raha nahi
****************************
Tu bhi saada hai kabhi Chaal badalta hi nahi
Hum bhi saada hain usi Chaal mein aajate hain
****************************
Mein sochta hon lekin samajh nahi pata
Us ke rone ki wajah kia thi
Mein ne to bas itna poocha tha..........
Kia tumhein mujh se muhabbat hai?
****************************
Khush Honton se hua karti hain mithi batein Mohsin
Piyas bujh jaye to Lahje bhi badal jate hain
****************************
Tu bhi manga, wahi manga jo moqaddar mein na tha
Apni har aik tamanna se, shikayat hai mujhe
****************************
Dil mein hota to kisi tor nikal bhi jata
Ab to vo shakhs buhat door talak hai mujh mein
****************************
mein jis ki khatir muhabbaton ki har aik had se guzar gaya hon
vo ab bhi mujh se yeh poochta hai keh sach batao wafa karo gay
****************************
Aarzoo yeh na keh Gham ka toofan tal jaye
Fikar yeh hai keh tumhara Dil na badal jaye
****************************
Mujhe yeh Aarzoo vo uthyein Niqab khood
Un ko yeh intezaar Taqaza kare koi
****************************
Yeh aarzoo thi tujhe gul ke rubaru karte
Hum aur Bulbul be taab Guftagoo karte
Payam-bar na Mayassar hua to khoob hua
Zuban geer se kia sharah Aarzoo karte
Meri tarah se mah o mahar bhi hain aawara
Kisi habeeb ki yeh bhi hain justajoo karte
Jo dekhte teri zanjeer zulf ka aalam
Aseer hone ki aazad Aarzoo karte
Na pooch aalam bargashtah talyi aatish
Barasti Aag jo baran ki Aarzoo karte
****************************
Arzoo Poetry, Arzoo Shairi, Funny Urdu Poetry, Romantic Urdu poetry, Urdu sad poetry, Urdu Sms Poetry Urdu Poem ,Arzoo Ghazals, Ghazal,Nazam- Urdu Shairy - Poetry In Urdu - Pakistani Urdu poetry, arzoo sms in hindi, 2 lines arzoo poetry,2 Line Poetry,4 Line Poetry,Aansu Shayari,Afsos Shayari,Badnam Shayari,Barish Shayari,Bewafa Shayari,Birthday Shayari,Dard Shayari,December Poetry,Dil Poetry in Urdu,Dosti Shayari,Dua Poetry,Eid Poetry,Funny Shayari,Husn Poetry,Independence Day Poetry,Inspirational Poetry,Intezaar Shayari,Ishq Shayari,Islamic Poetry,Judai Shayari,Khudi Shayari,Love Poetry,Mother’s Day Poetry,Punjabi Shayari,Romantic Shayari,Tanhai Poetry,Udas Poetry,Umeed Shayari,Urdu Ghazal Shayari,Urdu Poetry Images,Wafa Poetry,Yaad Shayari,Zindagi Shayari,Urdu Shairi becomes very famous in Pakisan. It is always a pleasure to hear from fellow Urdu poetry lovers. Urdu poetry has many different types and forms. Urdu shairi includes Ghazals, Poems, Urdu Poetry. Pakistani poets becomes popular because of their romantic poetry specially Ghalib, Ahmed faraz, Habib Jalib, Sagar Siddiqui, Muneer Niazi, Mohsin Naqvi, Farhat Abbas Shah. You can read the poetry of many famous Urdu poets and funny Urdu poetry of famous poets,urdu poetry, urdu sms, urdu shayari, urdu love shayari, urdu romantic shayari, urdu funny shayari, urdu sher o shayari, urdu dard bhari shayari, urdu bewafa shayari, urdu sad poetry sms, urdu poetry sms, urdu love sms, urdu funny sms, urdu romantic sms, urdu birthday sms, urdu ghazals, urdu sad ghazals, urdu romantic ghazals, urdu love ghazals, urdu best ghazals sms, ghalib poetry, parveen shakir poetry, iqbal poetry, noshi gilani poetry, amir bin ali poetry, faraz poetry, faiz poetry, mohsin naqvi poetry, Nasir Kazmi Poetry, Meer Taqi Meer Poetry
No comments:
Post a Comment