Pakistani actress, model and comedienne Veena Malik was born Rawalpindi in the province of Punjab in 1984 as Zahida Malik. Her father is Ali Malik and Mother is Zeenat Malik. She holds a B.A in Sociology, Psychology and Persian. Over a span of ten years, she has worked with news channels and in movies.
Veena malik nay subah Punjab kay Rawalpindi shehar mein paida huyi. Walid ka naam Ali Malik aur Walda Zeenat Malik. Veena Malik nay Sociology, Psychology aur Persian mein B. A ki Degree hasil ki.
Veena ka career aik actress kay tor par shuru karnay say pehlay, Mulk kay kayi Television shows, aur series kay liye aik mazahyah adakarah kay tor par kaam kia. Woh shan aur Zara sheikh kay sath sath askari teray pyar mein (2000 jis nay box office hit the) mein is ki adakari ki pehli film bana dia. Woh film mein aik kirdar ki suppoter role ada kia gia tha aur isay ba mushkil aitraf kia gia. Tahum Veena Malik nay Jawaid shaikh ki yeh Dil Aap Ka Huwa (2002) mein aik kirdar ki Supporing role mein shaya hua.
2003 mein Malik nay Pak Bharat cross venture Punjabi film Kuri (jo itni achi tarah say karnay mein nakam rahay) mein kaam kia. Tahum film nikalnay taqriban 70 milion rupay kay budget kay sath pehli Pak Bharat venture film bani. Woh bhi Sana aur Moammar Rana kay sath sath askari 2003 "Sassi Punno" mein release hui hai. Tahum film Lahore kay Cinema Gharon aur mazeed ki numaish par achi tarah say karnay mein nakam rahi thi.
2005 mein Veena Malik nay aik mukhtasar Punjabi film Bau Badmash mein adakari ki jo baray star ki kami ki wajah say tasleem nahi ki gayi. 2005 mein hi Reema Khan ki "Koi Tujh sa Kahann" mein adakari ki jo keh Pakistan mein aik karobari kamyabi thi . 2007 mein lux Award jita.
2008 mein sabiq ex fiancee Babrik Shah aur newcomers Maria Khan aur Adnan Khan kay sath , malik Rafique ki Punjabi film Mohabbatan Sachiyan mein saya huyi. 2008 ki film Altaf Ashk Beparwah mein bhi Audience ko mutasir karnay mein nakam rahi thi.
2010 mein Veena nay Rafique mein Jeena Tera Naal aur Beyg's ki pehli comedy film Miss Duniya, "The Dirty Picture" mein Kaannada Versio mein kam kia hai.
Veena Malik ki Film:
Tere Pyar mein (Urdu) film 2000
Yeh Dill Aap ka Huwa (Urdu) 2002
Sassi Punno (Urdu) 2002
Pind Di Chudail (Punjabi) 2003
Koi Tujh Sa Kahan (Urdu) 2005
Kyun Tum Se Itna Pyar Hai (Urdu)
Pyar Na Karna (Urdu) 2005
Kabhi Pyar Na Karna (Urdu) 2008
Mohabbatan Sachiyan (Punjabi) 2008
Ishq Beparwaah (Punjabi) 2008
Gali Gali mein Chor Hai (Hindi) 2012
Tere Naal Love Ho Gaya (Hindi) 2012
Daal mein Kuch Kaala Hai (Hindi) 2012
Mumbai 125 KM (Hindi) 2012
Dairty Picture: Silk sakkath Maga 2012
Zandagi 50-50 (Hindi) 2012
All U Need ...Love (Hindi) 2012
Mr. Money (Hindi) 2012
Veena Malik News:
Saturday 03 September 20011
Roznamah Ummat Karachi
Bharti Magazeen Sarwark par Veena Malik ki Uryan tasweer shaya.
Bazu par "ISI" Tehreer. Tasweer Jaali hai. (Veena Malik). Asli honay ka saboot mojood hai. (Additor)
Nayi Dehli/Islam (TV Report/Ummat News) Bharat kay aik magazeen nay apnay Sarwark par ruswaye zamanah Pakistani adakara Veena Malik ki Uryan tasweer shaya kardi. Bharat mein kaam karnay ki shoqeen aur pehlay bhi kayi motnaza sar garmiyon mein malawas Veena Malik nay is tasweer ko jaali Qarar dia hai, jis mein in kay Bazoo par English mein"ISI" tehreer hai, tahum FHM Magazeen kay Additor Kabeer Sharma nay kaha hai keh in kay pas tasweer asli honay kay saboot mojood hain. Veena Malik ki tasweer kay sath MHF Magazeen guzashtah Roznamah Kat mein aaya, jis kay baad Pakistani zaraya o iblagh say guftagoo mein Veena Malik nay kaha keh inhon nay MHF kay liye tasaweer banwayi thin lekin jo shoot kia gia is mein tamam tasaweer kapray pehan kar banwayi gayin aur kisi tasweer mein aisa pose nahi tha, jaisa Magazeen mein dekhaya gia hai. Veena Malik nay dawa kia keh Magazeen mein shaya in ki tasweer jaali hai. Veena nay kaha keh woh Magazeen kay Additor say rabtay ki koshish kar rahi hain lekin rabtah nahi ho paraha. Baad azan Pakistani TV chenels nay Magazeen kay Additor Kabeer Sharma say rabtay ki koshish ki to woh ba aasani dasteyaab ho gaye aur is muamlay par apna moaqqaf biyan kartay huye kaha keh tasweer asli hai, jis ki mahereen tasdeeq kar saktay hain, jab keh Veena Malik ki janib say likhi gayi aik Email say bhi is kay asal honay ki tasdeeq ki ja sakti hai. Jis mein Veena Malik nay kaha hai keh woh Magazeen samnay aanay ki muntazir hain. Kabeer Sharma nay kaha keh bazoo par "ISI" likhnay ka Idia in ka tha, tahum jab bareek markar say alfaaz likhay gaye to Veena malik nay israr kar kay inhain Jilli haroof mein likhwaya, jab keh Photo shoot kay doran inhon nay jhijhak bhi mehsoos nahi ki balkeh inhain maaloom tha keh kon sa Pose kaisay dena hai. Kabeer Sharma nay kaha keh "ISI" kay alfaz mazaq mein tehreer kiye gaye aur sarwaraq par yeh sawal bhi uthaya gia hai keh ISI ko har muamlay mein kiun malawwas samjha jata hai.
veena malik facebook,
veena malik biography,
veena malik marriage,
veena malik family,
veena malik 2018,
veena malik instagram,
veena malik son,
veena malik wiki,
No comments:
Post a Comment